Pyaar
usy kahna ye duniya ha !
yaha her mor pe buhat se log milte hain !
jo ander tak uterte hain!
abad tak sath rahne ki!
ikathey dard sahne ki
hamysha bat karte hain !
usy kahna ye duniya ha
yaha her shaks matlab ki !
hadoo tak sath chalta ha
jonhi mosam badalta ha !
mohabbat k sabhi daawey!
sabhi kasmain,sabhi waday !
achanak toot jate hain !
usy kahna ye duniya ha!
yaha her mor per apni !
sada ankian khuli rakhna
koi kitna b acha ho
koi kitna b sucha ho
mager aitbar mat karna
usy kahna ye dunioya ha
yaha pyar mat karna

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home